Tuesday, February 07, 2006

These are the lyrics of Paathshala..The lyrics are awesome
here goes
PAATHSHALA

na koi padhne wala na koi sikhne wala - 2

apni toh paathshala masti ki paathshala - 2

chehare ki kitaabein hain ham woh padhne aate hai

yeh surat teri meri mobile library

yaaron ki equation hain love multiplication hain

jisne dil ko jeeta hain

woh alpha hain deeta hain - 3

talli hoke girne se samjhi hamne gravity

ishq ka practical kiya tab aayi clearity

na koi padhne wala na koi sikhne wala

naata yeh sannata hai dekho lambu shor hain

har dil mein bud bud karta h2so4 hain

na koi padhne wala na koi sikhnewala

apni toh paathshala masti ki paathshala - 2

apni toh paathsahala masti ki paathshala - 2

No comments: